Allah mujhe dard ke kaabil bana diya Toofan ko hi kashti ka saahil bana diya Bechainiyan samet ke saare jahaan ki Jab kuch na ban saka to mera dil bana diya
O saathi… Tere bina.. aa haa… Saahil dhuaan dhuaan…
Aankhein moonde to jaane kisey dhoonde Ki soya jaaye na -(2) Maano nindiya piroya jaaye na
Allah mujhe dard ke kaabil bana diya Toofan ko hi kashti ka saahil bana diya Bechainiyan samet ke saare jahaan ki Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya
O saathi.. Tere bina.. aa haa… Saahil dhuaan dhuaan