Kun Fayakun Lyrics - Rockstar |
#Hindi-LyricsYa Nizamuddin auliya
Ya Nizamuddin salka
Kadam badha le
Hadhon ko mitta le
Aaja khalipan mein pee ka ghar tera
Tere bin khali aaja khalipan mein -(2)
Ooo ... ooo ... ooo
Rangreza ... rangreza ... rangreza
Ho ... rangreza
Kun fayakun, kun fayakun, fayakun
Fayakun, fayakun, fayakun
{2}
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahin tha, wahin tha -(2)
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahin tha, wahin tha -(2)
Woh joh mujh mein samaya -(2)
Maula wahi wahi maaya
Woh joh mujh mein samaya -(2)
Maula wahi wahi maaya
Kun fayakun, kun fayakun
Sadaq Allah-u-Ali-ul-Azeem
Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangaayi chahe tann chahe mann
{2}
Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Katra mila joh tere dar par se
O maula ... maula
Kun fayakun, kun fayakun -(3)
fayakun
Fayakun, fayakun, fayakun
Kun fayakun, kun fayakun, fayakun
Fayakun, fayakun, fayakun
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahin tha, wahin tha -(2)
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahin tha, wahin tha -(2)
Kun fayakun, kun fayakun
Sadaq Allah-u-Ali-ul-Azeem
Sadaq Rasool-u-Nabi-ul-Kareem
Sal Allah hu alayhi wasallam -(2)
O mujhpe karam sarkar tera
Araz tujhe karde mujhe mujhse hi riha
Ab mujhko bhi ho deedar mera
Karde mujhe mujhse hi riha
Mujhse hi riha
Mann ke mere yeh bharam
Kachche mere yeh karam
Leke chale hai kahan
Main toh jaanu hi na
Tu hai mujh mein samaya
Kahan leke mujhe aaya
Main hoon tujh mein samaya
Tere peeche chala aaya
Tera hi main ek saaya
Tune mujhko banaya
Main toh jag ko na bhaaya
Tune gale se lagaya
Haq tu hi hai khudaya
Sach tu hi hai khudaya
Kun fayakun, kun fayakun, fayakun
Fayakun, fayakun, fayakun
Kun fayakun, kun fayakun, fayakun
Fayakun, fayakun, fayakun
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahin tha, wahin tha -(2)
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahin tha, wahin tha -(2)
Kun fayakun, kun fayakun
Sadaq Allah-u-Ali-ul-Azeem
Sadaq Rasool-u-Nabi-ul-Kareem
Sal Allah hu alayhi wasallam -(2)
#Rockstar #Rockstar-Songs-Lyrics #Rockstar-Lyrics #Popular-Songs-Lyrics #Hindi-Songs-Lyricshttps://youtu.be/T94PHkuydcw
Kun Faya Kun Full Video Song Rockstar | Ranbir Kapoor | A.R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan
Rockstar whole album is super fantastic but one track that simply class apart is "Kun Faya Kun". In this movie, Ranbir Kapoor has shed his boy next door imag...https://youtu.be/T94PHkuydcw