Jin Par Kirpa Ram Kare Lyrics |
#DevotionalRam naam aadhar jinhe wo jal me raah banate hai
Jinpar kripa ram kare wo patthar bhi tir jaate hai

Lakshya ramji siddhi ramji ram hi raah banai
Ram karm hai ram hi karata ram ki sakal badai
Ram ki sakal badai
Ram kam karane vaale me ram ki shakti samai
Prathak prathak namo se sare kaam kare raghurai
Bhakt parayad nij bhakto ko sara sreya dilate hai

Ohm namah sankaraya cha...
Ghat ghat bas ke aap hi apana naam rata dete hai
Naam rata dete hai
Har karaj me nij bhakto ka hath bata dete hai
Hath bata dete hai
Badhao ke sare patthar ram hata dete hai
Apane upar lekar unaka bhar ghata dete hai
Patthar kya prabhu teen lok ka
Patthar kya prabhu teen lok ka sara bhar uthate hai
Jinpar kripa ram kare wo patthar bhi tir jaate hai -(3)
Ohm shanti...
Ram naam aadhar jinhe wo jal me raah banate hai
Jinpar kripa ram kare wo patthar bhi tir jaate hai
Jinpar kripa ram kare wo patthar bhi tir jaate hai
Lakshya ramji siddhi ramji ram hi raah banai
Ram karm hai ram hi karata ram ki sakal badai
Ram ki sakal badai
Ram kam karane vaale me ram ki shakti samai
Prathak prathak namo se sare kaam kare raghurai
Bhakt parayad nij bhakto ko sara sreya dilate hai
Jinpar kripa ram kare wo patthar bhi tir jaate hai
Ohm namah sankaraya cha....
Ghat ghat bas ke aap hi apana naam rata dete hai
Naam rata dete hai
Har karaj me nij bhakto ka hath bata dete hai
Hath bata dete hai
Badhao ke sare patthar ram hata dete hai
Apane upar lekar unaka bhar ghata dete hai
Patthar kya prabhu teen lok ka
Patthar kya prabhu teen lok ka sara bhar uthate hai
Jinpar kripa ram kare wo patthar bhi tir jaate hai -(3)
Ohm shanti...
#HAnuman #Ram #ramayanam #Ramayana #Ramayanam-Lyrics #20-Ramayana #Hindi-Lyrics-RamayanJin Par Kripa Ram Kare Video Song
https://youtu.be/VfZI0kJVfZU
https://youtu.be/VfZI0kJVfZU