Raina Beeti Jaye Shyam Na Aaye Song Lyrics | Amar Prem
Song : Raina Beeti Jaye Shyam Na Aaye
Movie : Amar Prem
Year :
#1972Singer : Lata Mangeshkar
Musician :
#R.D.BurmanLyricist : Anand Bakshi
Raina Beeti Jaye Shyam Na Aaye Lyrics
Raina beeti jaye, Shyam na aaye -(2)
Nindiya na aaye, nindiya na aaye
Raina beeti jaye, Shyam na aaye
Raina beeti jaye..
Shaam ko bhoola, Shyam ka waada -(2)
Sang diye ke jaagi Radha
Nindiya na aaye, nindiya na aaye
Raina beeti jaye, Shyam na aaye
Raina beeti jaye..
Kis sautan ne roki dagariya -(2)
Kis bairan se laagi nazariya
Nindiya na aaye, nindiya na aaye
Raina beeti jaye, Shyam na aaye
Raina beeti jaye..
Biraha ki maari, prem diwaani -(2)
Tan man pyasa ankhiyon mein paani
Nindiya na aaye, nindiya na aaye
Raina beeti jaye, Shyam na aaye
Raina beeti jaye
#Raina-Beeti-Jaye-Shyam-Na-Aaye-Lyrics #Raina-Beeti-Jaye #Amar-Prem #Hindi-Songs-Lyrics #Bollywood-Songs-Lyrics #Hindi-Songs-Lyrics #Trending-Hindi-Songs-Lyrics