தமிழ்

EK TARFA REPRISE LYRICS - DARSHAN RAVAL | #Hindi-Songs-Lyrics
Song Title – Ek Tarfa Reprise
Singer – Darshan Raval
Music – Anmol Daniel
Lyrics - #Youngveer
Video by - Dhruwal Patel
Music Label – Indie Music Label
Ankhiyon se dariya beh gaya, haaye
Khwaab wo adhoora reh gaya,
Baarishon ke mausam me hi haaye
Alvida mujhe wo keh gaya

Deewana tha, Deewana hoon, rahunga bhi
Wo hai meri,
Main duniya se kahunga bhi

Mohabbat ho gayi thi donon ko
Ek arsa ho gaya
Mera yeh ishq tha do tarfa
Ab ek tarfa ho gaya

{2}


Zikr tumhara karta nahi hoon
Chahe ab mehfil mein
Fikr kari naa tu ajj vi ae zinda
Toote hue iss dil mein

Iss duniya ki iss bheed me
Kahi kho naa jaau main
Darr lagta hai kisi aur ka
Kahi ho naa jaau main

Tu khush hai chahe bahaaron mein
Tu naa tha mere sitaaron mein

Use dekhe huye bhi yaaro
Ek arsa ho gaya
Mera yeh ishq tha do tarfa
Ab ek tarfa ho gaya

Mohabbat ho gayi thi donon ko
Ek arsa ho gaya
Mera yeh ishq tha do tarfa
Ab ek tarfa ho gaya

Aaa...aaa
#Darshan.Raval #Hindi-Songs-Lyrics #Love-Songs #Sad-Songs #Ek-Tarfa-Reprise #Ek-Tarfa


Ek Tarfa Reprise Video Song
https://youtu.be/hi0301FRL3gComment :
Related Items

தமிழ்

Bas Ek Tera Main Hoke LYRICS - Stebin Ben | Kausar Jamot Song: Bas Ek Tera Main Hoke Singer: Stebin Ben Music & Lyrics : Kausar Jamot Year : #2021 Tujhse Ishq Mujhko Kuch Aisa Ho Gaya
Like Reply Share

தமிழ்

Vilayati Sharaab Lyrics | Darshan Raval, Neeti Mohan Song : Vilayati Sharaab Singer : Darshan Raval, Neeti Mohan Casts : Allu Sirish, Heli Daruwala Music : Lijo George, DJ Chetas Lyricst :
Like Reply Share

தமிழ்

Dollar Te Gandhi Lyrics - Gurjas Sidhu & Gurlez Akhtar Singer : Gurjas Sidhu & Gurlez Akhtar Music : Yeah Proof Lyricst : Kamal Khraud Yeah Proof ! Ek dab ch ek khabbi seat te Pehl
Like Reply Share

தமிழ்

Mohabbat ho gayi thi dono ko Lyrics - Ek Tarfa Song : Mohabbat ho gayi thi dono ko Movie : Ek Tarfa Singer : Darshan Raval Music : Anmol Daniel Ankhiyon se Dariyaa beh gaya Haaye..
Like Reply Share
Hash Tags
¤ Privacy Contact US
© FunRocks.iN 2021™