தமிழ்

Tum Se Hi Lyrics - Sadak 2 | Alia bhatt, Aditya Roy KapoorMovie : Sadal 2
Cast : Alia bhatt, Aditya Roy Kapoor
Singer: Ankit Tiwari & Leena Bose
Music: Ankit Tiwari
Lyrics: Shabbir Ahmed

Do Dil Safar Mein Nikal Pade Jaana Kahaan Kyun Fikar Kare
Kaha Tikana Ho Raat Ka Subah Kahan Fir Basar Kare

Khoya Khoya Dil Mera Kehta Hai
Tum Se Hi Bas Tum Se Hi Meri Jaan Hai
Bas Tum Se Hi
Dil Ko Mere Aaram Hai Pareshan Hai Bas Tum Se Hi

Jo Dard Ko Sukoon De Woh Dard Tumse Milta Hai
Ae Dil Zara Itna Bataan Kyun Ishq Unse Hota Hai

Saanson Ko Ab Jeene Ka Jaise Sahara Mil Gaya

Khoya Khoya Dil Mera Kehta Hai
Tum Se Hi Bas Tum Se Hi Meri Jaan Hai
Bas Tum Se Hi
Dil Ko Mere Aaram Hai Pareshan Hai Bas Tum Se Hi

Aashiqui Hoti Hai Kya Dil Ko Mere Maloom Naa Tha
Ek Bhi Teri Taraha Chehra Koi Masoom Naa Tha

Ho Yun Laga Iss Jaan Mein Ek Jaan Se Bhaag Khil Gaye

Ab Ho Har Lamha Mujhse Kehta Hai
Tum Se Hi Bas Tum Se Hi Meri Jaan Hai
Bas Tum Se Hi
Dil Ko Mere Aaram Hai Pareshan Hai Bas Tum Se Hi#Sadak-2 #Tum-Se-Hi #Ankit.Tiwari #Shabbir.Ahmed #Leena.Bose #Alia.Bhatt #Hindi-Songs-Lyrics

Comment :
Related Items

தமிழ்

Power Song Lyrics | Jai Bhim Tamil Movie Songs Lyrics | #2021 Song : #Power Movie : Jai Bhim Director: T. J. Gnanavel Music: Sean Roldan Lyricst & Singer: #Arivu Year : #2021 Kaiyil
Like Reply Share

Annaatthe-Movie

Marudhaani Song Lyrics | Annaatthe Tamil Movie Songs Lyrics | #Rajinikanth & #Nayanthara Movie : #Annaatthe Casts : #Rajinikanth, Nayanthara Kurian, Thottempudi Gopichand, Jackie Shroff Direc
Like Reply Share

தமிழ்

Ezhel - Bul Beni (Sözleri/Lyrics) | #Lyrics Sözleri [Ön Nakarat] Rüyalarıma giriyor senle sevgili olmak Ama sen diye yok bişey Bu kadar zor olamaz hayalimdeki kişiyi bulmak Vazgeçtim art
Like Reply Share

Pushpa-Malayalam-Movie

Srivalli Lyrics | Pushpa Malayalam Movie Songs Lyrics | Allu Arjun Song : Srivalli Movie : Pushpa (Malayalam) Casts : Allu Arjun, Rashmika Mandanna, Fahadh Faasil, Dhananjay Language : #Malaya
Like Reply Share
Hash Tags
¤ Privacy Contact US
© FunRocks.iN 2021™