தமிழ்

Hawayein Song Lyrics – Arijit Singh, Pritam Chakraborty | #Hindi-Lyrics
Movie: Jab Harry Met Sejal
Year : #2017
Singer: Arijit Singh, Pritam Chakraborty
Lyricist: Irshad Kamil
Composer: Pritam Chakraborty
Music Director: Pritam Chakraborty
Genre: #Love
Director: Imtiaz Ali
Music Label: © Sony Music
Starring: Shah Rukh Khan, Anushka Sharma, Diljit Dosanjh
Release on: 4th August, 2017Tujhko...Main Rakh Loon Wahaan
Jahaan Pe Kahin
Hai Mera Yaqeen

Main Jo...Tera Naa Huaa
Kisi Ka Nahin -(20..

Le Jaayein Jaane Kahaan
Hawayein, Hawayein…
Le Jaayein Tujhe Kahaan
Hawayein, Hawayein…

Begaani Hai Yeh Baaghi
Hawayein, Hawayein
Le Jaaye Mujhe Kahan
Hawayein, Hawayein

Le Jaayein Jaane Kahaan, Na Mujhko Khabar
Na Tujhko Pataa...

O...

Banaati Hai Jo Tu…
Woh Yaadein Jaane Sang Mere Kab Tak Chale
Inhi Mein To Meri...
Subah Bhi Dhalein
Shamein Dhalein
Mausam Dhalein


Khayalon Ka Shehar..
Tu Jaane Tere Hone Se Hi Aabaad Hai
Hawayein Haq Mein…
Wohi Hai Aate Jaate Jo Tera Naam Le
Deti Hain Jo Sadayein
Hawayein, Hawayein
Na Jaane Kya Batayein
Hawayein, Hawayein
Le Jaaye Tujhe Kahaan
Hawayein, Hawayein
Le Jaaye Mujhe Kahaan
Hawayein, Hawayein

Le Jaayein Jaane Kahaan, Na Mujhko Khabar
Naa Tujhko Pataa...

O..

Chehra..Kyun Milta Tera
Yun Khwabon Se Mere
Ye Kya Raaz Hai?
Kal Bhi..Meri Na Thi Tu
Naa Hogi Tu Kal
Meri Aaj Hai

Teri Hai Meri, Saari Wafayein Wafayein
Maangi Hai Tere Liye Duaayein Duaayein
Le Jaaye Tujhe Kahaan..Hawayein, Hawayein -(2)

Le Jaaye Jaane Kahaan Hawayein Hawayein -(4)

Le Jaaye Jaane Kahaan Hawayein Hawayein -(4)

O#Hawayein-Lyrics #Arijit.Singh #Pritam.Chakraborty #2017-Songs-Lyrics #2017-Hindi-Songs-Lyrics

Comment :
Related Items

தமிழ்

Apsara Aali Lyrics | Ajay Atul & Bela Shende Song: Apsara Aali Singer: Bela Shende, Ajay Atul Lyrics: Guru Thakur Music By: Ajay Atul Komal kaaya ki mohamaaya punawachaandann nhaal
Like Reply Share

தமிழ்

Teri Choriyaan Lyrics - Chhalaang | #2020-Hindi-Lyrics Song : Teri Choriyaan Movie : #Chhalaang Singers : #Vee, Guru Randhawa, Payal Dev Lyricists : Luv Ranjan, Guru R Language : #Hindi
Like Reply Share

தமிழ்

Hawai Lyrics - #2020-English-Songs-Lyrics Album : #Hawai (Remix) Singers : Larry Maluma, The Weeknd Lyricst : Juan Luis Londono Language : #Englsh Year : #2020 Yeah So now he`s yo
Like Reply Share

தமிழ்

Jatti Lyrics - Karaj Randhawa | #Punjabi-Lyrics Album : #Jatti Singer : Karaj Randhawa Lyricst : Prince Rakhdi Yeah Proof! Adab Subaah Ae Jatt Mera Ve Hilla Karna Pauga Mainu T
Like Reply Share
¤ Privacy Contact US
© FunRocks.iN 2020™