தமிழ்

Maana Ke Hum Yaar Nahi Lyrics | Meri Pyaari Bindu | Parineeti Chopra


Cast : Ayushmann Khurrana, Parineeti Chopra
Lyricst : #Kausar MunirMaana ke hum yaar nahin
Lo tay hai ke pyaar nahi
{2}

Phir bhi nazrein na tum milana
Dil ka aitbaar nahi
Maana ke hum yaar nahi

Raaste mein jo milo toh
Haath milaane ruk jaana

Ho saath mein koi ho tumhare
Door se hi tum muskaana

Lekin muskaan ho aisi
Ki jisme ikraar nahin
{2}

Nazron se na karna tum bayaan
Woh jise inkaar nahi
Mana ke hum yaar nahi

Phool jo band hai panno mein
Tum usko dhool bana dena

Baat chhide jo meri kahi
Tum usko bhool bataa dena

Lekin wo bhool ho aisi
Jis se bezaar nahin
{2}

Tu jo soye toh meri tarah
Ik pal ko bhi karaar nahi
Maana ke hum yaar nahin


#hindi-Songs-Lyrics #meri-pyaari-bindu #2017-hindi-songs-lyrics #2017-hindi-movie-songs-lyrics

Comment :
Related Items

தமிழ்

Current Laga Re Song Lyrics | Cirkus Movie Songs Lyrics | #Lyrics Movie: #Cirkus Director: Rohit Shetty Music: Lijo George - Dj Chetas Lyrics: Kumaar. Tamil Rap Lyrics by hari Singer: Nakas
Like Reply Share

தமிழ்

Chedkhaniyan Song Lyrics | Shehzada Movie Songs Lyrics | #Hindi-Lyrics Song: Chedkhaniyan Movie: #Shehzada Singers: Arijit Singh, Nikhita Gandhi Lyrics: IP Singh, Shloke Lal Music: Pritam
Like Reply Share

தமிழ்

Channa Ve Assi Marjawange Song Lyrics | Mission Majnu Movie Song Lyrics | #Hindi-Lyrics Song: Channa Ve Assi Marjawange Movie: Mission Majnu Singer: Raj Barman Lyrics: Rohit Sharma Music: Ra
Like Reply Share

தமிழ்

Mallika Mallika Song Lyrics | Shaakuntalam Movie Songs | #Hindi-Songs Song: Mallika Mallika Movie: Shaakuntalam Singer: Ramya Behara Lyrics: Prashant Ingole Music: Mani Sharma Cast: #Samanth
Like Reply Share
Hash Tags
¤ Privacy Contact US
© FunRocks.iN 2022™