தமிழ்

Tera Ghata Song Lyrics - Singles | Gajendra Verma


Movie: #Singles
Singer: Gajendra Verma
Music: Gajendra Verma
Lyrics: Gajendra Verma
Kuch soch ke bola hoga tumne
Ye pyaar bhi tola hoga tumne
Ab na hai toh phir na sahi dilbar
Iss dil ko ye samjha liya humne

Isme tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
Toh main seh nahi pata
{2}

Hmm...

Kuch khaas tha ye jaan leti jo
Meri nazar se dekha hota tumne
Iss baat ka bas gham hua mujhko
Thodi si bhi koshish naa ki tumne

Isme tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
Toh main seh nahi pata
{2}

Hmm...

Socha nahi tha zindagi mein yun milogi
Milke bhi tum na meri ho sakogi
Par yaad aayegi jab bhi tumhari
Shiqayatein na hongi bas dua rahegi

Ab aur kya kehna hoga humne
Karna tha jo woh kar liya tumne
Shayad rahun ya na rahun dilbar
Badla kabhi ye faisla tumne

Isme tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
Toh main seh nahi pata
{2}

Hmm...Tera-Ghata-Lyrics #Singles-Movie #Tera-Ghata #Gajendra #Singles-Songs-Lyrics #Nice-Songs-Lyrics


https://youtu.be/0KNk-Joi-NMComment :
Related Items

தமிழ்

Dil Laga Liya Maine Lyrics | Dil Hai Tumhaara | #Lyrics Song : Dil Laga Liya Maine Movie : Dil Hai Tumhaara Singers : Alka Yagnik & Udit Narayan Music Director: Nadeem Shravan Lyricist: S
Like Reply Share

தமிழ்

Lagann Laagi Lyrics - Himesh Ke Dil Se The Album | Himesh | Sayli Kamble | Mohd Danish Song : Lagann Laagi Lyricst : Himesh Reshammiya Singers : Mohd Danish, Sayli Kamble Composer : Himesh R
Like Reply Share

தமிழ்

Jannat Ve Song Lyrics - Darshan Raval & Nirman | #2021 Song: Jannat Ve Singer & Music : Darshan Raval Lyricst: #Nirmaan Year : #2021 Je Tu Ankh Te Main Aa Kajal Ve Tu Baarish Te Ma
Like Reply Share

தமிழ்

Jabb Se Tumko Dekhaa Lyrics - Himesh Reshammiya | #Lyrics Song: Jabb Se Tumko Dekhaa Music : Himesh Reshammiya Lyrics By: Sameer Anjaan Singer: Stebin Ben Tumhari Nazar Ne Humari Na
Like Reply Share
Hash Tags
¤ Privacy Contact US
© FunRocks.iN 2021™