தமிழ்

Chidiya Lyrics - Vilen | #LyricsSong : #Chidiya
Singer : #Vilen
Lyrics : #VilenAankhein wo baatein, teri mulakatein
Mere jehan se aab jaaye na
Khwabo mein jaake, Hans ke muskura ke
Mere jehan se le jaaye ja

Tere dil ki kahaniyon ki main
Banun raat deewani re
Sochun tere bin gar zindagi
Behte aankh se paani ve, hey.

Baahon mein baahein, teri ye aahein
Mere hokar ye reh jaaye haan
Aankhein wo baatein, tere sang raatein
Mere jehan se aab jaaye na

Kaisi wo muraad thi jo aaj jal gayi
Pariyon ke jehan mein jo aag ban gayi
Dekhi na thi sapno khayalon mein kabhi
Aisi zindagi se mulaqat ban gayi

Teri aankho ki lehak ko na jaane
Na jaane kaisi raat mil gayi -(3)

Aankhein jhukti chubhan mein
Ashqo mein magan ye
Kaisi teri saansein chadh gayi

Ho sakhiyan dekhe aanj man mein
Soche sab man mein
Kaisi kaisi baatein ban gayi

Ho teri baaton ki chahak ko na jaane
Na jaane kaisi raat mil gayi -(3)

Ori chidiyan,
Na tujhe ri kyun ye duniya bhaaye re
Ore panchi,
Kyun hamesha baithi munh latkaaye re

Teri aankh ye jo nam hai
In mein jo gum hai
Chhod ke subah pe kar yakeen

Ho ye jo jhoomta shavan hai
Mithi jo pavan hai
Teri hi mushkan se hai bani

Ho teri baaton ki chahak ko na jaane
Na jaane kaisi raat mil gayi -(3)

Sochi thi jo raat wo aaj mil gayi
Dhuyein ke barash mein barshat mil gayi
Dekhi thi jo sapno khayalon mein kahin
Khusiyon ki kiran wo aaj mil gayi

Ye jamaana besharam hai
na iska dharam hai
Kyun dhunde hai tu isme bandagi
Oh tere saath tera man hai
Dil ki dhadkan hai
Aage badh ke jeele zindagi#Chidiya #Vilen #Hindi-Songs-Lyrics #Chidiya-Songs-Lyrics #lyricalduniya #lyricshindi #lyricswithpj

Comment :
Related Items

MalayalamLyrics

Amme Narayana Devi Narayana Song Lyrics | Chottanikkara Amma Devotional Song Song : Amme Narayana Devi Narayana Album : Guruthi Amme Narayana Devi Narayana Lakshmi Narayana Bhadre Narayana
Like Reply Share

MalayalamLyrics

Kadhalivazha Kaiyilirunnu Song Lyrics | #Malayalam-Lyrics Song : Kadhali Vazha Genre : #Malayalam Kadhali vazha kayyilirunnu kaakkayinnu virunnu vilichu virunnukaara virunnukaara v
Like Reply Share

தமிழ்

OO Solriya Mama Lyrics | Pushpa Tamil Movie Songs Lyrics | #Allu.Arjun Movie : #Pushpa Song : OO Solriya Mama Singer : Andrea Jeremiah Music : Devi Sri Prasad Year : #2022 Female :
Like Reply Share

MalayalamLyrics

Ponni Nadhi Song Lyrics | Ponniyin Selvan I Malayalam Movie Song Lyrics | #2022 Ponniyin Selvan I Malayalam movie. Directed by Mani Ratnam. Produced by Mani Ratnam, Allirajah Subaskaran under
Like Reply Share
Hash Tags
¤ Privacy Contact US
© FunRocks.iN 2022™