தமிழ்

Main Tumhara Lyrics - Dil Bechera | Jonitha Gandhi


Movie : Dil Bechera
Year : #2020
Song : Main Tumhara
Singers : Hriday Gattani, Jonitha Gandhi
Lyricst : Amitabh Bhattacharya
Music : #A.R.Rahman
Tum na huye mere toh kya -(2)
Main tumhara, Main tumhara, Main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha

Rishta raha bas rait ka
Aye samundar main tumhara kinaara raha
Main tumhara, Main tumhara, tumhara raha
Tum na huye mere toh kya

Tuhi pehli guzarish, hasrat bhi tu akhiri
Maahi mere basi hai marzi bata kya teri
Main tumhara, Main tumhara, Main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha

Main jaado ke mahine ki tarah
Aur tum ho pashmine ki tarah
Main deewaro ki tarah hun tum jaise ho dareecha
Main bageecha jo tum ne seencha

Tum na huye mere toh kya
Hmm, Tum na huye mere toh kya
Main tumhara, Main tumhara, Main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha

Rishta raha bas rait ka
Aye samundar main tumhara kinaara raha
Main tumhara, Main tumhara, tumhara raha
Tum na huye mere toh kya#Main-Tumhara #Hriday.Gattani #Jonitha.Ganitha #Amithabh.Nhattacharya #A.R.Rahman #2020-Hindi-Songs-Lyrics

Comment :
Related Items

தமிழ்

Kyaa Baat haai 2.0 Songs Lyrics | Govinda Naam Mera Movie Song Lyrics | #Hindi-Lyrics Song : Kyaa Baat haai 2.0 Movie: Govinda Naam Mera Director: Shashank Khaitan Music: Tanishk Bagchi Lyr
Like Reply Share

தமிழ்

Govinda Naam Mera Movie Songs Lyrics | #Hindi-Songs-Lyrics Song : Bana Sharabi Movie: Govinda Naam Mera Director: Shashank Khaitan Music & Lyrics: Tanishk Bagchi Singer: Jubin Nautiyal
Like Reply Share

தமிழ்

Bijli Lyrics | Govinda Naam Mera Movie Songs Lyrics | #Hindi-Songs-Lyrics Movie: Govinda Naam Mera Director: Shashank Khaitan Music: Sachin- Jigar Lyrics: Vayu Singer: Mika Singh, Neha Kakk
Like Reply Share

தமிழ்

Current Laga Re Song Lyrics | Cirkus Movie Songs Lyrics | #Lyrics Movie: #Cirkus Director: Rohit Shetty Music: Lijo George - Dj Chetas Lyrics: Kumaar. Tamil Rap Lyrics by hari Singer: Nakas
Like Reply Share
Hash Tags
¤ Privacy Contact US
© FunRocks.iN 2022™