தமிழ்

Judaai Lyrics - Badlapur | #Hindi-Songs-Lyrics


Ranjhan dhoondan main chaleya
Ranjhan milya na ve
Jigra vich agan lagake rabba
Lakeera vich likh di judaai

Kho gaya, ghum ho gaya
Waqt se churaya tha joh
Apna banaya tha
Woh tera, woh mera
Waqt se churaya tha joh
Sapna sajaya tha

Chadariya jeeni re jeeni -(2)
Aankhen bheeni yeh bheeni yeh bheeni
Yaadein jheeni re jheeni re jheeni
Chadariya jeeni re jeeni -(2)
Aankhen bheeni yeh bheeni yeh bheeni
Yaadein jheeni re jheeni re jheeni

Aisa bhi kya milna
Saath hoke tanha
Aisi kyun saza humne hai paayi, raanjhna ve
Phir se mujhe jeena
Tujhpe hai marna
Phir se dil ne di hai yeh duhaai, saajna ve
Lakeeron pe likh di kyun judaai

Gair sa hua khud se bhi na koi mera
Dard se kar le chal yaari, dil yeh keh raha
Kholun joh baahein bas gham yeh simat rahe hai
Aankhon ke aage lamhe yeh kyun ghat rahe hai
Jaane kaise koi chahta judaaiyan

Chadariya jeeni re jeeni -(2)
Aankhen bheeni yeh bheeni yeh bheeni
Yaadein jheeni re jheeni re jheeni
Chadariya jeeni re jeeni -(2)
Aankhen bheeni yeh bheeni yeh bheeni
Yaadein jheeni re jheeni re jheeni

Ranjhan dhoondan main chaleya
Ranjhan milya na ve
Jigra vich agan lagake rabba
Lakeera vich likh di judaai#Bollywood-Songs-Lyrics #Hindi-Songs-Lyrics #Popular-Songs-Lyrics #Judaai #Badlapur #Best-Bollywood-Songs-Lyrics #Top-Bollywood-Songs-Lyrics

Comment :
Related Items

தமிழ்

Mohabbat ho gayi thi dono ko Lyrics - Ek Tarfa Song : Mohabbat ho gayi thi dono ko Movie : Ek Tarfa Singer : Darshan Raval Music : Anmol Daniel Ankhiyon se Dariyaa beh gaya Haaye..
Like Reply Share

தமிழ்

Galliyan Song Lyrics - Ek Villain Movie Songs Lyrics | Manoj Muntashir Movie : Ek Villain Song : #Galliyan Casts : Sidharth Malhotra, Shraddha Kapoor and Ritesh Deshmukh Music Director : Ank
Like Reply Share

தமிழ்

Teri Meri Song Lyrics - Bodyguard Hindi Movie Songs Lyrics Movie : #Bodyguard Artists : Salman Khan and Kareena Kapoor Music Director : Pritam Chakraborty and Himesh Reshammiya Singers : Rah
Like Reply Share

தமிழ்

Maa Song Lyrics - Judaiyaan | #2020-Hindi-Songs-Lyrics Album : #Judaiyaan Song : #Maa Singer & Lyricst : Darshan Raval Language : #Hindi Hmm.. Hmm.. Ab raaton ko mujhe loriyaan
Like Reply Share
Hash Tags
¤ Privacy Contact US
© FunRocks.iN 2020™