தமிழ்

Yeh Ladka Hai Allah - Mohammed Rafi - Rough Guide: Mohd. RafiBano Ki Mehndi Kya Kehna
Bano Ka Joda Kya Kehna
Bano Lage Hai Phoolon Ka Gehna

Bano Ki Aankhen Kajrari
Bano Lage Sabse Pyaari
Bano Pe Jaaon Main Vaari Vaari

Bano Ki Saheli Resham Ki Dori
Chhup Chhup Ke Sharmaaye Dekhe Chori Chori
Banno Ki Saheli Resham Ki Dori
Chup Chupke Sharmaye Dekhe Chori Chori
Ye Mane Ya Na Mane Main To Ispe Mar Gaya
Yeh Ladki Hai Allah Hai Hai Re Allah -(2)

Babul Ki Galiyaan Na Chadkhe Jaana
Paagal Deewana Isko Samjhaana
{2}
Dekho Ji Dekho Yeh To Mere Peeche Pad Gaya
Yeh Ladka Hai Allah Hai Hai Re Allah -(2)

Labh Kahe Na Kahe Bolti Hai Nazar
Pyaar Nahin Chupta Yaar Chipane Se -(2)

Roop Ghoonghat Mein Ho To Suhana Lage
Baat Nahin Banti Yaar Batane Se
Yeh Dil Ki Baatein Dil Hi Jaane Ya Jaane Khuda
Yeh Ladki Hai Allah Hai Hai Re Allah -(2)

Mangne Se Kabhi Haath Milta Nahin
Jodiyan Banti Hain Pehle Se Sabki -(2)
Oh Leke Baaraat Ghar Tere Aaonga Main
Meri Nahin Yeh Marzi Hai Rab Ki
Aree Ja Re Ja Yun Jhooti Moothi Baatein Na Bana
Yeh Ladka Hai Allah Hai Hai Re Allah -(2)

Banno Ki Saheli Resham Ki Dori
Chup Chupke Sharmaaye Dekhe Chori Chori
Babul Ki Galiyaan Na Chadhke Jaana
Paagal Deewana Isko Samjhaana
Ye Mane Ya Na Mane Main To Ispe Mar Gaya
Yeh Ladki
Yeh Ladki Hai Allah Hai Hai Re Allah -(4)#Popular-Songs-Lyrics #Evergreen-Songs-Lyrics #Trending-Songs-Lyrics #Best-Songs-Lyrics #Hi-Songs-Lyrics #Mohammed.Rafi #Rafi-Yeh-Ladka-Hai-Allah

Comment :
Related Items

தமிழ்

Yaad Na Aana Song Lyrics - Yash Narvekar & Akasa | Breakup Song | 2021 Song : Yaad Na Aana Singer : Yash Narvekar, #Akasa Casts : Shrishti Ganguly, Pratik Deshmukh Lyricst & Composer : Yash
Like Reply Share

தமிழ்

J.Dapper - 333 Lyrics | #🎵 If I fly tonight, to the other side tonight. Drown in that champagne in the afterlife where angels fly. Dont shed no tears dawg. Everything will be just fine. Pu
Like Reply Share

தமிழ்

Aankh Hai Bhari Bhari (Duet) - Lyrics | Best Bollywood Sad Songs | Tum Se Achcha Kaun Hai Movie : Tum Se Achcha Kaun Hai Song : Ankh Hai Bhari Bhari - Duet Singers : Kumar Sanu & Alka Yagnik
Like Reply Share

தமிழ்

Akila Akila Song Lyrics - Oru Kal Oru Kannadi Movie Songs Lyrics Movie: Oru Kal Oru Kannadi Song: Akila Akila Lyricist: Na. Muthu Kumar Singers : Aalap Raju, #Chinmayi and #Sharmila Music by
Like Reply Share
Hash Tags
¤ Privacy Contact US
© FunRocks.iN 2020™