தமிழ்

CHHOD DIYA LYRICS - Baazaar | #Hindi-LyricsSinger : Arijit Singh, Kanika Kapoor
Album : #Baazaar
Lyricist : Shabbir Ahmed
Music : Kanika Kapoor
Language : #Hindi
Written by: Shabbir Ahmed

Chhod diya woh raasta
Jis raaste se tum the guzre

{2}
Tod diya woh aaina
Jis aaine mein tera aks dikhe

Main sheher mein tere tha ghairon sa
Mujhe apna koi na mila
Tere lamhon se, mere zakhmon se
Ab toh main door chala

Rukh na kiya unn galiyon ka
Jin galiyon mein teri baatein ho

Chhod diya woh raasta
Jis raaste se tum the guzre

Main tha musafir raah ka teri
Tujh tak mera tha daayra

Main tha musafir raah ka teri
Tujh tak mera tha daayra
Main kabhi tha mehbar tera
Khanabadosh main ab thehra -(2)

Chhoota nahin unn phoolon ko
Jin phoolon mein teri khushboo ho
Rooth gaya unn khwaabon se
Jin khaabon mein tera khaab bhi ho

Kuch bhi na paaya maine safar mein
Hoke safar ka main reh gaya

Kuch bhi na paaya maine safar mein
Hoke safar ka main reh gaya
Kaagaz ko boshida ghar tha
Bheegte baarish mein beh gaya -(2)

Dekhun nahin uss chandani ko
Jis mein ki teri parchhai ho
Door hoon main inn hawaaon se
Yeh hawaa tujhe chhu ke bhi aayi na ho#Popular-Hind-Songs-Lyrics #Trending-Hindi-Songss-Lyrics #Evergreen-Hindi-Songs-Lyrics #Bazaar-Songs-Lyrics

Comment :
Related Items

தமிழ்

Yeh Dil Song Lyrics - Rochak Kohli, Manoj Muntashir | #2020-Hindi-Songs-Lyrics Singers : #Rochak.Kohli, #Manoj.Muntashir Lyricst : #Manoj.Muntashir Language : #Hindi Year : #2020 In
Like Reply Share

தமிழ்

Nayan Song Lyrics - Dhvani Bhanushali, Jubin Nautiyal Song : #Nayan Singers : #Dhvani.Bhanushali, #Jubin.Nautiyal Lyricst : Manoj Muntashir Language : #Hindi Year : #2020 Haan Aan,
Like Reply Share

தமிழ்

Maahi Lyrics - Rahi | #Hindi-Songs-Lyrics Song : #Maahi Singer & Lyricst : #Rahi Language : #Hindi Dil Pe Rakhiyan Teri Duavan Tu Hai Mera Saathi Aitbaar Kar Ve Tu Maahiyan Na
Like Reply Share

தமிழ்

BamBholle Lyrics - Laxmii | Viruss | #Lyrics Movie : #Laxmii Song : #BamBholle Cast : Akshay Kumar Singer : #Viruss Lyricst : #Ullumanati Akaal mrityu marta Kaam karta jo chandaal
Like Reply Share
¤ Privacy Contact US
© FunRocks.iN 2020™