தமிழ்

Dilbaro Lyrics - Raazi | #Lyrics


Song : #Dilbaro
Movie : #Raazi
Music: Shankar Ehsaan Loy
Lyrics: #Gulzar
Year : #2018
Label: Zee Music Company
Singer: Harshdeep Kaur, Vibha Saraf & Shankar Mahadevan
Ungli Pakad Ke Tune Chalna Sikhaaya Thha Na
Dehleez Oonchi Hai Yeh Paar Kara De

Baba Main Teri Mallika Tukda Hoon Tere Dil Ka
Ek Baar Phir Se Dehleez Paar Kara De

Hmm..

Mudke Na Dekho Dilbaro
Dilbaro… Mudke Na Dekho Dilbaro
{2}

Fasalein Jo Kaati Jaayein Ugti Nahi Hain
Betiyan Jo Byahi Jaayein Mudti Nahi Hain
Ho.. Fasalein Jo Kaati Jaayein Ugti Nahi Hain
Betiyan Jo Byahi Jaayein Mudti Nahi Hain

Aisi Bidaai Ho Toh, Lambi Judaai Ho Toh
Dehleez Dard Ki Bhi Paar Karaa De

Baba Main Teri Mallika Tukda Hoon Tere Dil Ka
Ek Baar Phir Se Dehleez Paar Kara De

Mudke Na Dekho Dilbaro
Dilbaro.. Mudke Na Dekho Dilbaro
Dilbaro..
Mudke Na Dekho Dilbaro
Dilbaro.. Mudke Na Dekho Dilbaro

Mere Dilbaro.. Barfein Galengi Phir Se
Mere Dilbaro.. Fasalein Pakengi Phir Se
Tere Paaon Ke Tale Meri Dua Chalein, Dua Meri Chalein..

Ungli Pakad Ke Tune Chalna Sikhaaya Thha Na
Dehleez Oonchi Hai Yeh Paar Kara De

Baba Main Teri Mallika Tukda Hoon Tere Dil Ka
Ek Baar Phir Se Dehleez Paar Kara De

Mudke Na Dekho Dilbaro
Dilbaro.. Mudke Na Dekho Dilbaro
Mudke Na Dekho Dilbaro
Don’t turn around and look back, beloved
Dilbaro.. Mudke Na Dekho Dilbaro#Raazi-Songs-Lyrics #Dilbaro-Songs-Lyrics #Gulzar-Songs-Lyrics #2018-Songs-Lyrics #2018-Trending-Songs-Lyrics #2018-Popular-Songs-Lyrics

https://youtu.be/3yHVbhbiSKUComment :
Related Items

தமிழ்

Dilbar / Tere-Tere / Ishare Tere Lyrics - #Hindi-Lyrics Dilbar-Ishare Tere-Tere Te Lyrics Details Singer : Neha Kakkar, Guru Randhawa Lyricist : Sameer Anjaan, Guru Randhawa, #Ikka Music
Like Reply Share

தமிழ்

Khamoshiyan Gungunane Lagi Lyrics - One 2 Ka 4 | #Hindi-Songs-Lyrics Khamoshiyan gungunane lagi Tanhaiyan muskurane lagi {2} Sargoshi kare hawa, chupke se mujhe kaha Dil ka haal bata, dil
Like Reply Share

தமிழ்

Dilbar Mere Lyrics - Singles | Rahul Vaidya Dilbar mere, kab tak mujhe, aise hi tadpaoge Main aag dil mein laga doonga woh Ki pal mein pighal jaoge {2} Ik din aayega, pyar ho jayega Main aag
Like Reply Share

தமிழ்

Tera Ghata Song Lyrics - Singles | Gajendra Verma Movie: #Singles Singer: Gajendra Verma Music: Gajendra Verma Lyrics: Gajendra Verma Kuch soch ke bola hoga tumne Ye pyaar bhi tola h
Like Reply Share
Hash Tags
¤ Privacy Contact US
© FunRocks.iN 2021™