தமிழ்

Lut Gaye Lyrics - Jubin Nautiyal | #Hindi
Music : Tanishk Bagchi
Lyricst : Manoj Muntashir
Language : #Hindi
Year : #2021

Maine jab dekha tha tumko
Raat bhi woh yaad hai mujhko
Taare ginnte ginnte so gaya
Dil mera dhadka tha kas ke
Kuch kaha tha toone hans ke
Main ussi pal tera ho gaya

Aasmaano par jo khuda hai
Usse meri yehi dua hai

Chaand yeh har roz main dekhun
Tere saath mein
Aankh uthi mohobbat ne angdayi li
Dil ka sauda hua chandni raat mein
Ho teri nazron ne kuch aisa jaadu kiya
Lut gaye hum to pehli mulaakat mein
Ho aankh uthi

Paaon rakhna na zameen par Jaan ruk ja tu ghadi bhar
Thode taare to bichha doon
Main tere vaaste

Aazma le mujhko yaara
Tu zara sa kar ishara
Dil jala ke jagmaga doon
Main tere vaaste

Mere jaisa ishq mein paagal
Phir mile ya na mile kal
Sochna kya hath yeh dede mere hath mein

Aankh uthi mohobbat ne angdayi li
Dil ka sauda hua chandni raat mein
Ho teri nazron ne kuch aisa jaadu kiya
Lut gaye hum to pehli mulaakat mein
Ho aankh uthi

Haan kisse mohobbat ke
Hain jo kitabon mein
Sab chahta hoon main
Sang tere dohrana

Kitna zaruri hai ab meri khaatir tu
Mushkil hai mushkil hai
Lafzon mein keh pana

Ab to yeh alam hai tu jaan mange to
Main shauk se de doon saughat mein

Aankh uthi mohobbat ne angdayi li
Dil ka sauda hua chandni raat mein
Ho teri nazron ne kuch aisa jaadu kiya
Lut gaye hum to pehli mulaakat mein
Ho aankh uthi

Lut gaye hum to teri mohobbat mein#2021-Hindi-Songs-Lyrics #2021-Hindi-Lyrics #Lut-Gaye #Popular-Hidi-Songs-Lyrics #Evergreen-Hindi-Songs-Lyrics

Lut Gaye Video Song
Comment :
Related Items

தமிழ்

Teri Nazron Ne Kuch Aisa Jadoo Kiya Lyrics | Jubin Nautiyal Lyrics : Manoj Muntashir Singer : Jubin Nautiyal Music : Tanishk Bagchi Casting : Emraan Hashmi, and Yukti Thareja Director : Rad
Like Reply Share

தமிழ்

Aaj Jaane Ki Zid Na Karo LYRICS - Arijit Singh Song : Aaj jaane ki zid na karo Singer : Arijit Singh From : Naamkarann (Star Plus) Aaj jaane ki zid na karo Yunhi pehloo mein baithe ra
Like Reply Share

தமிழ்

Dil De Diya Song Lyrics - Radhe Movie Songs Lyrics Movie: #Radhe Song : Dil De Diya Casts: Salman Khan, Jacqueline Fernandez Singer: Kamaal Khan, Payal Dev Lyrics: Shabbir Ahmed Music: Him
Like Reply Share

தமிழ்

Sajda Lyrics - My Name is Khan गाना / Title: सजदा - Sajda चित्रपट / Film: माय नेम इज खान-(My Name is Khan) संगीतकार / Music Director: शंकर-एहसान-लॉय-(Shankar-Ehsaan-Loy) गीतकार / Lyricis
Like Reply Share
Hash Tags
¤ Privacy Contact US
© FunRocks.iN 2022™