தமிழ்

Barsaat Ki Dhun Lyrics - Jubin Nautiyal | Rochak Kohli | Gurmeet C, Karishma Sharma | Rashmi Virag


Song: Barsaat Ki Dhun
Casts : Jubin Nautiyal, Gurmeet Choudhary & Karishma Sharma
Artist: Rochak Kohli Ft. Jubin Nautiyal
Music: Rochak Kohli
Lyrics: Rashmi Virag
Kisi Shayar Ka Dil Banke
Barasti Hain Boondein Tum Pe

Kisi Shayar Ka Dil Banke
Barasti Hain Boondein Tum Pe
Nazara Uff Kya Hota Hai
Ghuzarti Hain Jab Zulfon Se
Door Kahin Ab Jao Na Tum
Sun Sun Sun Barsaat Ki Dhun Sun
Sun Sun Sun Barsaat Ki Dhun Sun

Dil Mein Yehi Ek Gham Rehta Hai
Sath Mere Tu Kam Rehta Hai

Haan Dil Mein Yehi Ek Gham Rehta Hai
Sath Mere Tu Kam Rehta Hai

Chhod Ke Abhi Jao Na Tum
Sun Sun Sun Barsaat Ki Dhun Sun

Haan Dheere Dheere Haule Haule
Bhiga Dengi Yeh Barsaatein

Haan Dheere Dheere Haule Haule
Bhiga Dengi Yeh Barsaatein
Jaane Kahan Phir Milengi
Humein Aisi Mulakaatein

Sambhalun Kaise Main Dil Ko
Deewana Chahe Bas Tumko
Khwahishon Mein Hi
Jal Raha Hoon Main Yahan

Woh Pehli Si Baarish Banke
Baras Jao Na Tum Hum Pe
Hawa Ka Rukh Badal Jaaye
Mohabbat Karna Tum Aise
Khwab Mera Yeh Todo Na Tum

Jismon Se Barasti Baarish
Ne Rooh Bhiga Di Hai
Is Mausam Ki Sazish Ne
Yoon Neend Udaa Di Hai

Waise To Dubaane Ko Bas
Ik Boond Hi Kaafi Hai
Socho To Zara Kya Hoga
Abhi Raat Yeh Baaki Hai
Sath Mere Beh Jao Na Tum

Sun Sun Sun Barsaat Ki Dhun Sun
Sun Sun Sun Barsaat Ki Dhun Sun
Bijli Chamki Lipat Gaye Hum
Baadal Garja Simat Gaye Hum

Bijli Chamki Lipat Gaye Hum
Baadal Garja Simat Gaye Hum
Hosh Bhi Ho Jaane Do Ghum

Sun Sun Sun Barsaat Ki Dhun Sun -(3)


#BarsaatKiDhun #JubinNautiyal #Jubin.Nautiyal #Trending-Songs-Lyrics

Comment :
Related Items

தமிழ்

Shiddat Title Track LYRICS - Sunny Kaushal, Radhika Madan, Mohit Raina, Diana P | Manan Bhardwaj Song: Shiddat Title Track Singer: Manan Bhardwaj Music Director: Manan Bhardwaj Lyrics: Manan
Like Reply Share

தமிழ்

Humnavva Humsafar Lyrics |Super Sitaara The Album| Himesh| Sameer Anjaan| Kumar Sanu| Alka| Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik Album: Super Sitaara Lyricist: Sameer Anjaan Music : Himesh Resha
Like Reply Share

தமிழ்

Rim Jhim Song Lyrics | Jubin Nautiyal | Ami Mishra | Parth S, Diksha S | Kunaal V |Ashish P| Bhushan Kumar Song: Rim Jhim Singer: Jubin Nautiyal Music: Ami Mishra Lyrics: Kunaal Vermaa Lang
Like Reply Share

தமிழ்

Zara Zara LYRICS - Stebin Ben, Amyra Dastur | Piyush Shankar | Abhendra K Upadhyay Song: Zara Zara Singer: Stebin Ben Music Composer: Piyush Shankar Lyricist: Abhendra Kumar Upadhyay
Like Reply Share
Hash Tags
¤ Privacy Contact US
© FunRocks.iN 2021™