தமிழ்

Teri Nazron Ne Kuch Aisa Jadoo Kiya Lyrics | Jubin NautiyalLyrics : Manoj Muntashir
Singer : Jubin Nautiyal
Music : Tanishk Bagchi
Casting : Emraan Hashmi, and Yukti Thareja
Director : Radhika Rao and Vinay Sapru
Maine Jab Dekha Tha Tujhko
Raat Bhi Woh Yaad Hai Mujhko
Taare Ginte Ginte So Gayaa
Dil Mera Dhadka Tha Kass Ke
Kuch Kaha Tha Tune Hass Ke
Main Usi Pal Tera Ho Gayaa

Aasmano Pe Jo Khuda Hai
Usse Meri Yahi Dua Hai
Chand Yeh Har… Roz Main Dekhu
Tere Sath Mein

Aankh Uthi Mohabbat Ne Angrai Li
Dil Ka Sauda Hua… Chandni Raat Mein
Oh Teri Nazron Ne… Kuch Aisa Jaadoo Kiya
Lut Gaye Hum Toh… Pehli Mulaqaat Mein
Oh, Aankh Uthi..!!

Paao Rakhna… Na Zameen Par
Jaan Rukja… Tu Ghadi Bhar
Thode Taare… Toh Bichadu
Main Tere Vaaste
Aajmale Mujhko Yaara
Tu Zara Sa… Kar Ishaara
Dil Jala Ke… Jagmaga Du
Main Tere Raaste

Haan Mere Jaisa… Ishq Mein Pagal
Phir Mile Ya Na Mile Kal
Sochna Kya Hath Ye Dede
Mere Hath Mein


Aankh Uthi Mohabbat Ne Angrai Li
Dil Ka Sauda Hua… Chandni Raat Mein
Oh Teri Nazron Ne… Kuch Aisa Jaadoo Kiya
Lut Gaye Hum Toh… Pehli Mulaqaat Mein
Oh, Aankh Uthi..!!

Haan Kisse Mohabbat Ke… Hain Jo Kitabon Mein
Sab Chahta Hoon Main… Sang Tere Dohrana
Kitna Zaroori Hai… Ab Meri Khatir Tu
Mushqil Hai Mushqil Hai… Lafzon Mein Keh Pana
Ab Toh Yeh Alam Hai… Tu Jaan Mange Toh
Main Shaunk Se Dedu… Saugat Mein
#Jubin.Nautiyal #Lut-Gaye-Song-Lyrics #Manoj.Muntashir #Tanishk.Bagchi #Lyrics

Lut Gaye Video Song

https://youtu.be/sCbbMZ-q4-IComment :
Related Items

தமிழ்

Kesariya Song Lyrics | Brahmastra Movie Songs Lyrics | Arijith Singh Song : Kesariya Movie : #Brahmastra Casts : Ranbir Kapoor, Alia Bhatt Music : #Pritam Lyricst : Amithabh Bhattacharya
Like Reply Share

KGF-2-MALAYALAM

Mehabooba (Malayalam) Song Lyrics | KGF 2| #32-best-malayalam-song-lyrics Movie : KGF 2 (Malayalam) Casts : Yash, Srindhi Shetty, Sanjay Dutt, Raveena Tandon Year : #2022 Neeyen sang
Like Reply Share

தமிழ்

Pasoori Songs Lyrics | Coke Studio Songs Lyrics #2022 Song : Pasoori Album : Coke Studio Singers : Ali Sethi, Shae Gill Lyricsts : Ali Sethi, Fazal Abbas Muysic : Ali Sethi, Xilfi
Like Reply Share

தமிழ்

Agar Tum Saath Ho Lyrics | Tamasha Movie Song Lyrics | #Lyrics Movie : #Tamasha Song : Agar Tum Saath Ho Lyricst : Irshad Kamil Music : #A.R.Rahman Singers : Arijit.Singh, Alka.Yagnik Ye
Like Reply Share
Hash Tags
¤ Privacy Contact US
© FunRocks.iN 2022™